Ye Samaa Samaa Hai Pyar Ka Lata Mangeshkar Song Download


Play This Song
Song Lyrics
Ye Samaa
Samaa Hai Ye Pyaar Kaa
Kisi Ke Intazaar Kaa
Dil Naa Churale Kaheen Mera
Mausam Bahaar Kaa
Ye Samaa
Samaa Hai Ye Pyaar Kaa
Kisi Ke Intazaar Kaa
Dil Naa Churale Kaheen Mera
Mausam Bahaar Kaa
Basane Lage Aakhon Mein Kuch Aise Sapne
Basane Lage Aakhon Mein Kuch Aise Sapne
Koi Bulaaye Jaise Naino Se Apne
Nainon Se Apane
Ye Samaa
Samaa Hai Didaar Kaa
Kisi Ke Intazaar Kaa
Dil Naa Churale Kaheen Mera
Mausam Bahaar Kaa
Milke Khayaalonmein Hi Apne Balam Se
Milke Khayaalonmein Hi Apne Balam Se
Nind Gawaai Apni Maine Qasam Se
Maine Qasam Se
Ye Samaa
Samaa Hai Khumaar Kaa
Kisi Ke Intazaar Kaa
Dil Naa Churale Kaheen Mera
Mausam Bahaar Kaa
Main To Hu Sapano Ke Raja Kii Rani
Main To Hu Sapano Ke Raja Kii Rani
Sach Ho Na Jaae Ye Juthi Kahani
Juthi Kahani
Ye Samaa
Samaa Hai Ikraar Kaa
Kisi Ke Intazaar Kaa
Dil Naa Churale Kaheen Mera
Mausam Bahaar Kaa
Ye Samaa
Samaa Hai Ye Pyaar Kaa