Tu Itna Samajh Le Sanam Mohammed Rafi Song Download


Play This Song
Song Lyrics
Tu Itna Samajh Le Sanam
Tu Itna Samajh Le Sanam
Koi Rakhwala Hoo Main Tera
Teri Chahat Ki Mujhko Kasam
Koi Matwala Hoo Main Tera
Tu Itna Samajh Le Sanam
Koi Rakhwala Hoo Main Tera
Ho Koi Rakhwala Hoo Main Tera Oye
Jaise Phoolon Ko
Kaantein Bachaya Kare
Jaise Moti Ko Sagar
Chhupaya Kare
Apane Dil Me Chhupake
Rakhoonga Tujhe
Apane Dil Me Chhupake
Rakhoonga Tujhe
Daav Dushman
Lagaye Lagaya Kare
Ho Kiski Himmat Hai
Kiski Himmat Hai Chhule Tujhe
Chahane Wala Hoo Main Tera
Tu Itna Samajh Le Sanam
Koi Rakhwala Hoo Main Tera
Ho Koi Rakhwala Hoo Main Tera Oye
Tere Naina Ho Tere Naina Ho
Phir Nau Ratan Kuchh Nahi
Tera Aanchal Tera Aanchal
Ho Phir To Gagan Kuchh Nahi
Ye Baharon Ke Jaisa
Mehkata Badan
Ye Baharon Ke Jaisa
Mehkata Badan
Jo Badan Ho Tera To
Chaman Kuchh Nahi
Meri Bholi Si
O Meri Bholi Si Radha Hai Tu
Baka Nandlala Hoo Mein Tera
Tu Itna Samajh Le Sanam
Koi Rakhwala Hoo Main Tera
Ho Koi Rakhwala Hoo Main Tera Oye
Jaise Panchhi Ko Ek
Aashiyaan Chahiye
Jaise Baagon Ko Ek
Baagbaan Chahiye
Har Tarah Husn Ki Jo Hifajat Kare
Har Tarah Husn Ki Jo Hifajat Kare
Ek Hasina Ko Ek
Naujawan Chahiye
Rup Ras Ki Hai Rup Ras
Ki Hai Madhushala Tu
Pyaar Ka Pyala Hoo Main Tera
Tu Itna Samajh Le Sanam
Koi Rakhwala Hoo Main Tera
Ho Koi Rakhwala Hoo Main Tera