Maine Jee Liya Mar Liya Nalin Dave, Alka Yagnik Song Download


Play This Song
Song Lyrics
Maine Jee Liya, Mar Liya
Prem Kar Liya
Maine Jee Liya, Mar Liya
Prem Kar Liya
Jitna Darna Tha, Dar Liya
Prem Kar Liya
Jitna Darna Tha, Dar Liya
Prem Kar Liya
Prem Kar Liya
Har Ek Prem Kahaani Mein
Iss Dariya Ke Paani Mein
Har Ek Prem Kahaani Mein
Iss Dariya Ke Paani Mein
Doob Gaye Nadaani Mein
Kitne Log Jawaani Mein
Prem Ka Humko Naam Nahi Lena Tha
Par Kar Liya
Prem Kar Liya
Maine Jee Liya, Mar Liya
Prem Kar Liya
Duniya Waale Kehte Hain
Prem Gali Jo Rehte Hain
Duniya Waale Kehte Hain
"Prem Gali Jo Rehte Hain
Dard Hazaaron Sehte Hain
Aankh Se Aansu Behte Hain"
Prem Gali Mein Hi Rehne Ko
Humne Ghar Liya
Prem Kar Liya
Maine Jee Liya, Mar Liya
Prem Kar Liya
Hai Zaalim Sansaar Kahan
Roke Hai Deewaar Kahan
Hai Zaalim Sansaar Kahan
Roke Hai Deewaar Kahan
Aaye Hain Majhdhaar Kahan
Kaate Hain Talwaar Kahan
Humne Aaj Hatheli Pe
Sar Apna Dhar Liya
Prem Kar Liya
Maine Jee Liya, Mar Liya
Prem Kar Liya
Jitna Darna Tha, Dar Liya
Prem Kar Liya
Prem Kar Liya
Prem Kar Liya
Prem Kar Liya