Mr-Jatt.In

Insaaf Ka Mandir Hai Yeh Pt 1 Mohammed Rafi Song Download

Insaaf Ka Mandir Hai Yeh Pt 1
Title : Insaaf Ka Mandir Hai Yeh Pt 1
Singer : Mohammed Rafi ,
Lyric : Shakeel Badayuni
Music : Naushad
Label : Saregama Music
Added On : 31, Dec 1957
Description: Listen & Download Insaaf Ka Mandir Hai Yeh Pt 1 Mp3 Song Download from Bhajans From Films Vol 1 (1957) Album, Insaaf Ka Mandir Hai Yeh Pt 1 Song Sung by Mohammed Rafi, This Song Music By Naushad and written by Shakeel Badayuni,. Download Insaaf Ka Mandir Hai Yeh Pt 1 mp3 songs in 128Kbps, 192Kbps and 320Kbps - in HD High Quality Audio Music From Mr-Jatt.
Get This Song Get This Song

Play This Song

Share On

Song Lyrics

Insaaf Ka Mandir Hai Yeh
Bhagwan Ka Ghar Hai

Insaaf Ka Mandir Hai Yeh
Bhagwan Ka Ghar Hai
Kehna Hai Jo Keh De Tujhe
Kis Baat Ka Dar Hai?

Hai Paas Tere Jiski
Amaanat Usse De-de
Hai Paas Tere Jiski
Amaanat Usse De-de

Nirdhan Bhi Hai...
Nirdhan Bhi Hai Insaan
Mohabbat Usse De-de
Mohabbat Usse De-de

Jis Dar Pe Sabhi Ek Hain
Bande Yeh Woh Dar Hai
Insaaf Ka Mandir Hai Yeh
Bhagwan Ka Ghar Hai

Maayus Na Ho Haar Ke
Taqdeer Ki Baazi
Pyaara Hai Woh Gham Jis Mein Ho
Bhagwan Bhi Raazi

Dukh-dard Mile...
Dukh-dard Mile Jis Mein
Wahi Pyaar Amar Hai
Wahi Pyaar Amar Hai

Yeh Soch Le Har Baat Ki
Daata Ko Khabar Hai

Insaaf Ka Mandir Hai Yeh
Bhagwan Ka Ghar Hai
Insaaf Ka Mandir Hai Yeh
Bhagwan Ka Ghar Hai

Related Songs


Google Tags :

Insaaf Ka Mandir Hai Yeh Pt 1 Mohammed Rafi Mp3 Song Download, Insaaf Ka Mandir Hai Yeh Pt 1 Releasing at 31, Dec 1957 from Album / Movie Bhajans From Films Vol 1 (1957) Mp3 Song 128Kbps 192Kbps 320Kbps Mp3 Download
© Copyright - Mr-Jatt.In 2025