Allah Bahut Bada Hai Ke Maula Bahot Bada Hai Mohammed Aziz Song Download


Play This Song
Song Lyrics
Paanch Waqt In Minaaro Se
Aati Hain Aawaaz
Ke Allaah Bahot Bada Hain
Ke Maula Bahot Bada Hain
Ke Allaah Bahot Bada Hain
Ke Maula Bahot Bada Hain
Mandir Jaao Masjid Jaao
Yahin Khulega Raaz
Ke Allaah Bahot Bada Hain
Ke Maula Bahot Bada Hain
Ke Allaah Bahot Bada Hain
Ke Maula Bahot Bada Hain
Woh Kartaar Agar Chaahe
Patthar Mein Phool Khilaaye
Woh Kartaar Agar Chaahe
Patthar Mein Phool Khilaaye
Anhoni Ko Honi Kar De
Koyi Samajh Na Paaye
Paaye Koyi Samajh Na Paaye
Aparampaar Hai Lila
Usaki Rehmat Beandaaz
Ke Allaah Bahot Bada Hain
Ke Maula Bahot Bada Hain
Ke Allaah Bahot Bada Hain
Ke Maula Bahot Bada Hain
Kaahe Ko Ghabraaye Bande
Kaahe Chhode Aasha
Kaahe Ko Ghabraaye Bande
Kaahe Chhode Aasha
Dekh Raha Hain Maalik
Duniya Jo Bhi Kare Tamaasha
Duniya Jo Bhi Kare Tamaasha
Use Khabar Hai Kaun Kidhar Woh
Jaane Sabka Raaz
Ke Allaah Bahot Bada Hain
Ke Maula Bahot Bada Hain
Ke Allaah Bahot Bada Hain
Ke Maula Bahot Bada Hain
Jab Tak Tan Mein Saans Rahegi
Rahegi Tab Tak Aas
Jab Tak Tan Mein Saans Rahegi
Rahegi Tab Tak Aas
Manzil Ko Paayega Musaafir
Dil Ko Hai Vishwaas
Musaafir Dil Ko Hai Vishwaas
Koyi Kisi Par Naaz Kare Par
Hamein Hain Iss Par Naaz
Ke Allaah Bahot Bada Hain
Ke Maula Bahot Bada Hain
Ke Allaah Bahot Bada Hain
Ke Maula Bahot Bada Hain